aik martaba nawaz sharif clinton say milnay jata hai .. clinton uss say poochta hai keh aap cabinat kiss tarha choose kartay hoo woh kehta hai khe hum election karwatay hain jiss ko ziyad vote millay woh jeet jata hai.. aur phir woh clinton say poochta hai keh aap kis tarha choose kartay hoo woh keht hai keh hamaray haan to iq test hota hai jo uss main pass hoo sirf wohee select hoo sakta hai.. iss par nawaz sharif kehta hia keh acha mujhay koe example dain.. woh kehta hai yeh daikhoo woh.. medline albright ko bullata hai uss say kehta hai keh.. tumharay maan baap kee aik aulaad hai woh naa tumhara bhai naa naa behan bataoo kon hai.. woh kehtee hai keh woh main hoon… iss par clinton kehta hai daikha yeh hota hai iq foran bataa diya.. nawaz sharif barra impress hota hai.. woh pakistan jata hai aur jaa karr wazeeray khazana sartaaj aziz ko bullata hai aur kehta hai keh tumhara iq test ho gaa.. tumharay maan baap ke aik aulaad hai.. woh naa tumahra bhai hai naa bayta… bataoo kon hai woh sochta hia phir sochta hai.. aakhir ketha hai mujhay 24 hrs chahian is kay liay aur phir bohat sochta hai .. aakhir woh jaa karr jain xeman ko phone karta hai aur uss say poochta hai woh kehta hai keh ohoo woh to main hoa naa .. sartaj aziz bohat khush hota hai aur 23hrs kay baad nawaz sharif kay pass jata hai aur kehta hai jee hall hoo gaya masala nawaz sharif poochta hai bataoo kon hai woh to woh kehta hai woh jian xeman hai… is par nawaz sharif kehta hai baywakoof woh jian xeman nahien medline albright hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mairay dill mairay mussafir