Kuch logon ko main janti hoon kisi zariaay say mera un say koi talluq naheen per wo yateem hain aur walida apnay hawason main naheen hain.
Road bananay kay silsilaay main un kay ghar ka kafi hissa toot dia hai hukumat walon nain. Unhain paison ki zaroorat hai kitnay paisay darkar hon gay aik 80 guz kay makan main Pakistani rupees. Mujhay koi idea naheen hai.
Kitna kharch aay ga? Aik side ki dewar uthani hai ya yoon samjahin aik toilet bunwana hai.
I think u just wanna say that they just wanna make a small room. Don't say toilet ....... A small room having four news walls and ceiling at least take one Lakh ......... the fastest way to send money is Western Money and The Super Fastest Way is Hundia and within 1 hour they can get the money ...............