*When the truth is, I miss you
Yeah the truth is, that I miss you so
And I’m tired I should not have let you go . . .
*[radio]GwNvJi0wxT[/radio]
**Coldplay - Warning sign
**So I crawl back into your open arms
Yes I crawl back into your open arms
And I crawl back into your open arms
Yes I crawl back into your open arms . . .
khatra-e-nishaaannn
ehsaas huwa mujhay kay mainey achi batein miss kar deen
mainey daikhna shrou kya tou ghubara phat gaya
main bahanay banana shrou ho gaya
chalo ander aou…
mujhay batana hai tumhay kay kis halut say guzr raha hun
mujhay batana hai tumhay apni oonchiest awaaz may
kay mai khatray ki nishanyaan dhoondna shrou ho gaya
jabb sach hi yahee hai - mujhay tumhari yaad ati hai
haan sachi yaheen hai - mujhay tumhari yaad ati hai
bohuttttttttttttttttt
khatra-e-nishaaaanniiiiiiiiiiiii
tum mujhay phir daranay ayee aur mujhay ehsaas huwa
kay tum aik jazeera thii aur mai paas say guzr gaya
aur tum jazeera thiss jisay ijaad karna thaa
chalo ander aouuuuuuuuuu
mujhay batana hai tumhay kay kis halut say guzr raha hun
mujhay batana hai tumhay apni oonchiest awaaz may
kay mai khatray ki nishanyaan dhoondna shrou ho gaya
jabb sach hi yahee hai - mujhay tumhari yaad ati hai
haan sachi yaheen hai - mujhay tumhari yaad ati hai
bohuttttttttttttttttt
aur mai thak gaya hunnnnnnnn
mujhay tumhay janay nahee dayna chahyeh thaaa
mujhay tumhari yaad ati hai
Wesey aek baat maan’ni parrey gi, that was really quick. I really appreciate it By the way, aap apney forum par guests waghera ke leeye kuch takallufaat ka ehtimaam nahi karteiN? I mean koi chaey-shaey, koi biskut-shishkut, koi botal-shotal