**jab sawan main tanha bheego gay
jab angan khalee pao gay **
**jab sahil say takrati lehron main
apni tanhae main kho jao gay **
**jab raat kay tanha daman main
tum chaand ko adha pao gay **
**jab khud say batain kartay kartay
tum door kahin kho jao gay **
**jab dil ki baat chupanay ko
ham say nazar tum churao gay **
**“main tum say mohabat karti hoon”
har baar yay sunna chaho gay **
in sab lamhon main jaan lena kay
tum tum nahi “HUM” ban jao gay
BeInG lOnElY