this is a drama title song..i think drama name was yadeain..telecasted many years ago may b on geo..
lyrics were
yadein yadein yadein yadeain
ahsas main ik dard jaga deti hain yadeain
khamoshi ko awaz bana deti hain yadeian
ankhon main chamak uthe hain bichre hoye chehre
bujhte hoye zakhmoon ko hawa deti hain yadeain
ahsaas main ik dard jaga deti hain yadein
yadeian yadeain yadeain yadeain
karne ko yahan pyar tu karte hain hazaroon
sub ko mile pyar zarori tu nahi hai
yeh teh hai k her she pe khiza ayiigii ik din
mehke subhi gulzaar zarori tu nahi hain
mar mar k ayhan jena sikha deti hain yadeain
ahsaas main ik dard jaga deti hain yadain
yadeian yadeain yadeain yadeain