Pyaar mera do din ki chahat to nahin
kaise mein bhool jaoon tujh ko itna aasaan to nahin
maana ki gham- e- zindagi ne ker diya masroof hum ko
magar ek pal ko bhi na bhuli tujh ko
saath jo hum ne guzaare mil ker
un lamhoon ki khasam hai mujh ko
bhula na paauongi kabhi tujh ko
pyaar mera hai sacha kabhi to maan lo
nahin hai ye koi khel …
ye haqeeqat ko tum jaan lo
manzilein shayed humari ek na hoongi
raaste humare alag hoonge kabhi…!!
saari umar ko na sahi
kuch deir to bahein meri thaam lo..
ek baar to keh do tum mere ho …
gham nahin phir chahe kisi ke ho jao…
tumhari yadoon ko rakhoongee mein dil se lagaye
yehi to wo tohfa hai jo tum se mujhe mila hai
zindagi ke safar mein kabhi akela na mehsoos kerna khud ko
mein laut aaungi paas tumhare bas ek awaaz dena mujh ko…
‘’’
![]()
Nice
WoW
Zaberdast haii g :)
Dania Ali
Nice :k:
Mazhar,
Very touching and cuts too close to the heart if this really happened to you!
:(:(:( Mrs kiya baat hai din ba din touchy hoti ja rahi ho masla kia hai mere saath share karoo plz....
[QUOTE]
*Originally posted by MANAN: *
:(:(:( Mrs kiya baat hai din ba din touchy hoti ja rahi ho masla kia hai mere saath share karoo plz....
[/QUOTE]
arey kabhi kabhi insan kush hota hai kabhi udaas yehi to life hai na :)
Lekin aap tu hamesha khush rehne waloon mein se thi:)
Re: ‘’’
![]()
arey jaab taak wo saath te maggar wase bhi dunia ke samne kush and doston ke samne udaas ![]()
hey Mrs come on .......mein hoon na ;)
:)
zindagi ke safar mein kabhi akela na mehsoos kerna khud ko
Yaad koi tum ko bohat ay ga! :)
uffffffffffffffffffff Manannnnnnnnnnnnnn ![]()
wase kon yaad aye ga muje bhi batain tu ![]()