Assalam-o-Alykum…Every One
Main Bahoot khoosh hoon kay main wapis agaya hoon Gupshup main…
Manay pichlay saal yani July 2003 main phaley baar registered kiya tha..
our pooray doo mahinay GupSHup main tha lakin phir meray school shroo hogaay thay too time hey nahey milta tha Computer main bhatnay kaa. .
Our aab marey Chootiyaan hogeee hain lakin Oomeed hay Inshallah poora saal lagaoon gaa GupShup Main
Yay Website mijhay bahoot achey lagey hay iss hey liyay manay iss per hey doobara apna Account Reset kerwaya hay..Manay abhey tek itnay Forums main hisa nahey liya hay lakin aab main wapis agaya hoon..
Maain apney Pictures bhey post kerta Rahta tha…SHayed aap loog bhool gaay hoon too iss liyay main apnay naaee picture dhika raha hoon..
ACha Hopefully mera GupShup main acha wact niklay gaa
Yours Truly Ali…