I Am Back Again !

Asalam u Alaikum ! How are you all ? Hope Fine Shine Hongay~ Lijiye Hum Wapis Laut Aaye Hain Apnay Ghar (Intikhab) Gs Pe Aaye Bina Neend To Aa Nahi Sakti Thi So Post n Salam K Baad Sonay Ki Koshish Karta Hoon ~
Kuch KhaaS Hai Jo Laaya HooN aAp Sab Se Share Karnay K Liye To Lijiye ~
I missed You All :bb:

Khush Thay Kuch Aisay Teri Rafaqat K Shauq Main
Manzil Ganwa Di Ham Ne Musaafat K Shauq Main

Nafrat He PehaR-e-DaaR Mili Har Makaam Par
Jis Dar Pe Ham Gaye Hain Mohaabat K Shauq Main

Ham Baarga-e-Ishq Main Maqbool Youn Huay
Khud Se Bichar Gaye TeRi Qurbat K Shauq Main

Lautay Hain Ab To Saath Hai Ranj-o-Alam Ki Bheer
Niklay Thay Ghar Se Ik Musarat K Shauq Main

Apnay Chaman Se Raabta Bilkul Nahi Raha
Sehra Norad Ho Gaye Daulat K Shauq Main

Daaman Main Hasratoon K Siwa Kuch Nahi
Aisay Lutay Hain Ham Teri Chahat K Shauq Main

http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/thumb_3675546dd23aaa111d.jpg

BeInG lOnEly !!! sID !!!

Re: I Am Back Again !

welcome Back…:waves:
how was ur trip???

Re: I Am Back Again !

Aaj He 11 : 30 Am :slight_smile: Thanks ~

Re: I Am Back Again !

how was ur trip??????????:)

Re: I Am Back Again !

Aap Andaza Lagaiye ~

Re: I Am Back Again !

Hmmmm............
Acha he ho ga:)

Re: I Am Back Again !

welcome back sid
poem achi hai n pic bhee

Re: I Am Back Again !

Phir Se..

Jee Aaya Nuun.. Pakher Raghlay.. Khush Aamdeed.. Welcome.. aur Sab Kuch Jo Kisi Ki Waapsi Pe Kaha Jata Hai.. :bb:

Re: I Am Back Again !

Ham Baarga-e-Ishq Main Maqbool Youn Huay
Khud Se Bichar Gaye TeRi Qurbat K Shauq Main

Bohat khoob
n welcome back :)

Re: I Am Back Again !

Welkom back!
Garmi tou saath na laatay :naraz:

BTW Nice Sharin.. :slight_smile:

Re: I Am Back Again !

Welcome back being lonely :)

Re: I Am Back Again !

Apki Mohabaton ka skhukriya :)
mere baaki dost kahan hain

Re: I Am Back Again !

ASLAM O ALIKUM and Welcome back sid bohat achi poetry k saath wapis aye ho aap or aap ki poetry k saath ek mail design ki hey socha aap ko dekha doon umeed karti hoon pasnd aye gi

http://groups.msn.com/Zindagi/general.msnw?action=get_message&mview=0&ID_Message=3117&LastModified=4675638479719779278

Re: I Am Back Again !

maiN yahaaN hooN :wave: (((((Table kaY neechaY)))))) :blush: :clown:

Re: I Am Back Again !

:bb: :bb: Welcome Back :bb: :bb:

Re: I Am Back Again !

aap table k neechey kyun ho kiya kar rahey ho wahan:confused:

Re: I Am Back Again !

apnaY khilonaY lenaY gayaa thaa :lb:

Re: I Am Back Again !

^oh man! hahaha :rotfl:

Re: I Am Back Again !

“khilonaY daY kar behlaayaa gayaa hooN”
maiN aayaa naheeN, laayaa gayaa hooN :bummer:

Re: I Am Back Again !

acha main samjhi .......................hahha ok