**aaaaaaaaaaawwwwwwwwww…maiN ne to realize hii nahiiN kiyaa
yep…tumhaarii sixth sense bahoot tez hai to bataao meri shaadii kab hogii lol
![]()
**
**
hahaha…ji haaN…sachchii muchchii…chocolate khaate hii tabii’yat saaf ho gaii…vaise, chocolate waqa’ii meN kalaii thii
![]()
ab jab jab mujhe FREE kii chocolate chaahiye hogii maiN usii store emN jaa kar aanKheN palTaauuNgaa to fauran milegii chocolate bhi aur juice bhi hehe
**