Hypocrisy in men

Apni hi ghaltiyaa'n theek karney ki koshish kar raha hoon bhai, kisi aur ka naam to nahin liya yaha'n pe. aap jaisey achhey logon se inshaAllah achi batein seekhonga. Please meray jaisey burey Musalmanoo'n ko duaoo'n mein yaad rakhein.