***
naa’ey gham ki khushi maiN khwab-e-rafta kho dee’ya hum ne
mila wo chaand tu aa’pna sita’raa khoo dee’yaa hum ne
kahaiN kis se k hum ne be tumhaRay khawab dekhaY theY
huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
makaa’N taaReek tha tu khaal-o-khud maiN be tawazaN tha
nazaR maiN chandni utRi tu chehra khoo dee’ya hum ne
bhala pehchaaN kesaY ho jahaN itni sadaa’yeN hooN
na’moO k shooq maiN resham sa lahja khoo dee’ya hum ne
ghaana taaReek jungal hai aur aa’ho k tuu’aqaab maiN
ab itni dooR aa’ niqlaY k rastaa khoo dee’ya hum ne
Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
buhat khoooooob , very niccccccccccccce, :k:
Re: huwa phiR yuuN k sapnoo'N ka aasaasa khoo de'ya hum ne
[QUOTE]
Originally posted by Paglee: *
**
naa'ey gham ki khushi maiN khwab-e-rafta kho dee'ya hum ne
mila wo chaand tu aa'pna sita'raa khoo dee'yaa hum ne
kahaiN kis se k hum ne be tumhaRay khawab dekhaY theY
huwa phiR yuuN k sapnoo'N ka aasaasa khoo de'ya hum ne
makaa'N taaReek tha tu khaal-o-khud maiN be tawazaN tha
nazaR maiN chandni utRi tu chehra khoo dee'ya hum ne
bhala pehchaaN kesaY ho jahaN itni sadaa'yeN hooN
na'moO k shooq maiN resham sa lahja khoo dee'ya hum ne
ghaana taaReek jungal hai aur aa'ho k tuu'aqaab maiN
ab itni dooR aa' niqlaY k rastaa khoo dee'ya hum ne
[/QUOTE]
Buhat Umda hay Paglee jii, Thanks for sharing :-)
very nice Paglee :)
Thanks for sharing...
hmmmmm Bohat Khoob paglee :)
Azad
8
:k:
Paglee itni door janay ko kiss nay kaha tha
Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
bohat khoob paglee siso :k:
Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
SISO 
Paglee
12
Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
bohat shukria..
Paglee
13
Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo'N ka aasaasa khoo de'ya hum ne
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
Buhat Umda hay Paglee jii, Thanks for sharing :-)
[/QUOTE]
thanks Gul g ..wesay ap aj kal kahan hoti bohat kam kam dekhaiey daiti
:)
Paglee
14
Paglee
16
Paglon se asi batin nahi poocha kartey unhin kia maloom kahan jana aur kahan nahi jana..
Paglee
17
Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
bohat thanks CHando g..
Paglee
18
Re: Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
why ap 
if any Q? jus ask..
Re: Re: Re: Re: huwa phiR yuuN k sapnoo’N ka aasaasa khoo de’ya hum ne
Mien soch raha tha ke sis tu hota hai brother bhi hota hai but ye SISO kiya hota hai ???
Baqi mujhe jalne ki kiya zroorat hai 
Re: huwa phiR yuuN k sapnoo'N ka aasaasa khoo de'ya hum ne
[QUOTE]
Originally posted by Paglee: *
**
ghaana taaReek jungal hai aur aa'ho k tuu'aqaab maiN
ab itni dooR aa' niqlaY k rastaa khoo dee'ya hum ne
[/QUOTE]
Karo Tum Shukar Jangal MeiN Nazar Aaya To Tha Aahoo
Abhi Niklay hi Thay Ghar Se Ke Rasta Kho Diya Ham Ne