huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

naaey gham ki khushi maiN khwab-e-rafta kho deeya hum ne
mila wo chaand tu aapna sitaraa khoo dee’yaa hum ne

kahaiN kis se k hum ne be tumharay khawab dekhay they
huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

makaaN taareek tha tu khaal-o-khud maiN be tawazaN tha
nazar maiN chandni utri tu chehra khoo deeya hum ne

bhala pehchaaN kesay ho jahaN itni sadaayeN hooN
namoo k shooq maiN resham sa lahja khoo deeya hum ne

ghaana taareek jungal hai aur aahoN k tuuaqaab maiN
ab itni door Aa niqlay k rastaa khoo deeya hum ne…

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

makaaN taareek tha tu khaal-o-khud maiN be tawazaN tha
nazar maiN chandni utri tu chehra khoo deeya hum ne

Nice :k:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

Beautiful ghazal Koyal :k:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

Beautiful :lajawab:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

Wah:)

Bohat Khoob Koyal..:k:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

bht khooob :k:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

Aws0me =)

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

thanks heartu :)

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

shukria jazak Allah :slight_smile:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

thanks Amal :slight_smile:

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

buhut khoob ji :)

Re: huwa phir yuN k sapnooN ka aasaasa khoo deya hum ne

thanks Dannie

Hummmmmm