Na dikha paaye ga tu khwab meri ankhon k,
Ab bhi kehta hun musawwir! mera chehra na bana,
Ek yehi gham meray marnay k liye kafi hai,
Jaisa tu chahta tha mujh ko,main waisa na bana,
Ek bat or patay ki main btaon tujh ko,
Aakhrat bnti chali jaye gi,duniya na bana,
Yeh Khuda bun k riya’ayat nhi krtay hain Wasi,
Husn walon ko kabhi Qibla-o-Ka’aba na bana,
(Wasi Shah)