Husn our ishq dono main tafreeq hai

Husn our Ishq dono main tafreeq hai !

Kya karoooon ! mera dono pe imaaaan hai :roman:

Gar khuda rooth jai tu sajdey karoon
Gar sanam rooth jai tu main kia karooon ???

Kia karoon ?? :frowning:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

zehaaar khaa kar mar jaoun!! :p

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Choloo bhar pani maiN doub maro.

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

chalou bhar paani may doob kar swimming seekhou! :D

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Sanam rooth jaye tou uskey naaz nakhrey uthaao :blush:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

:smack:

Shikki massi tou aisey mouqouN kay talaash may rehta hai!!

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

munh changa na howay banda gal te changi karey ! :grumpy:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

ae kino aakhaeya jay, mai poochaaN??

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Mujhay pata nahi aap kis baat par mashwara maang rahay ho.

Magar ab maang rahay ho tau kya karun :blush:

Mere shoes polish kar dau subah kay liye :blush:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Main apney jotey polish nahi karta tu kis our ke kaisay kardoon, ek shoes ka mechanic mera waqif hai … bolo tu tumhari bhi dosti kara doon :wink:

evil - oNoon hi akhna ay jidey munh tey Phatkaar baras raye ai :silly:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Sanam ke samne sajday karo :D

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

shoes a mechanic :eek:

Who kya kaam karta haii??

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

garmeyoon main heater bechta hai our sardeon main baraf ...

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Heyyy… he sounds like a unique man with original business minded head. Haan meri bhi dosti karwa dau, please.

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

codey ka friend khatarnak saabit ho sakta hai - bachke rehna Wannabe

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

Gar sanam rooth jai tu main kia karooon ???

yea lo :bailan: ab usay maro jee bhar kay :mad:

Re: Husn our ishq dono main tafreeq hai

kyun Rb, kyun?? :eek: