husbands..

:aq: yeh kaisa sawal hai?
:hmmm: agar insaan ki bachi hueen to unko hamaray samjhanay say hi samajh aa jani chahiye .Ramadan ke roze har musalmaan par farz hain aur agar hum apni biwi ko dheel dein ge to youm-e-Akirat pe hum say bhi sawal kiya jae ga.Pyar say pathar bhi pighal jaya kartay hain:) to zabardasti kaisi?