Hur eik lafaz

Re: Hur eik lafaz

hum apna haal na tumhe sunaate
agar maloom hota ke muskrao ge.

kia pata zalim lot pot ho raha ho, aur zabt kia ho

Re: Hur eik lafaz

usay apna haal sunaya tha ya koe lateefa?

Re: Hur eik lafaz

kabhi kabhar haal latifa ho jata hai

Re: Hur eik lafaz

woh kaisay

Re: Hur eik lafaz

wo aise ke aap gali se guzar rahe ho iss niyat ke sath ke 'wo khiRki main baal banati aae gi nazar' aur ooper se koi aap per pani phenk den, to ye haal agli party lot pot karne wala hota hai

Re: Hur eik lafaz

yeh kis movie ka scene hai

Re: Hur eik lafaz

zindagi - thy name is bollywood :D

Re: Hur eik lafaz

aa gya na hawala bollywood ka

Re: Hur eik lafaz

:hehe:

Re: Hur eik lafaz

Kisi aur ki ghazal gunguna lain gay ...

Re: Hur eik lafaz

Jaisay

ranjish hee sahee dil hee dukhanay kay liye aa
aa phir say mujhey chor kay janay kay liye aa.

Re: Hur eik lafaz

rozana aa aur rozana hi chor k chala jata hai