P_G
1
**koi Dhoond aisa humsaffar
jissay tu apna bana sakay
tu kahay k raat hai
or woh chaandni luta sakay
tere AansoouN ko woh samait lay
k koi na tujhay Rula sakay
tere Raah main hoon jo mushkilain
apni palkooN say hata sakay
tujhhay Rakh lay apnay hissar main
k koi na tujh say chura sakay
woh ho tera itna qareeb k
kissi ki yaad bhi na tujhay aa sakay **
**bohot khoob … P_G :k: **
Re: Humsaffar
Us’see HUMSAFAR Ki Talaash Jaari O Saari Hay 
Tumharay Signature Main Mayra Naam … Buhat Achcha Lag Raha Hay 
Re: Humsaffar
aisa humsafar exist karta hai?
Re: Humsaffar
v nice .. bht achi hai ....
neha
9
Re: Humsaffar

per aisa milay ga kahan:bummer:
**koi Dhoond aisa humsaffar
jissay tu apna bana sakay
tu kahay k raat hai
or woh chaandni luta sakay
tere AansoouN ko woh samait lay
k koi na tujhay Rula sakay
tere Raah main hoon jo mushkilain
apni palkooN say hata sakay
tujhhay Rakh lay apnay hissar main
k koi na tujh say chura sakay
woh ho tera itna qareeb k
kissi ki yaad bhi na tujhay aa sakay **
**
wah**
maham87
11
Re: Humsaffar
aisa humsaffar mile ga kahan? :P
NaMaan
12
Re: Humsaffar
^ NO.
Nice poem but so unrealistic .
maham87
13
Re: Humsaffar
i know...issi liye toh keh rahi thi :p
**koi Dhoond aisa humsaffar
jissay tu apna bana sakay
tu kahay k raat hai
or woh chaandni luta sakay
tere AansoouN ko woh samait lay
k koi na tujhay Rula sakay
tere Raah main hoon jo mushkilain
apni palkooN say hata sakay
tujhhay Rakh lay apnay hissar main
k koi na tujh say chura sakay
woh ho tera itna qareeb k
kissi ki yaad bhi na tujhay aa sakay **
Very nice, magar aisa humsafar milna bhi asaan nahi..
P_G
15
Re: Humsaffar
Asaan to is duniya main kuch bhi nahi