Humsafar

[thumb=B]Yaadain.JPG[/thumb]

Wah kiya baat hai... thanks for sharing....

wasay yaa khatoon pechay say choop kar koyoon dekh rahee hoo kiya aap likhtay waqat is say choopa rahay thay....

:)

zabar10 khanu bhai :k:

:( awwww.....its s0o0o0o beautiful!!
nice choice khanu bhai!
thanx for sharing :)

Very touching indeed. :)

  • Agar tum milta to kiya hota,
    Wohi hota jo Manzoorai Khuda hota.* :D

very nice khanzada its one of my all time favourites ...i think sub ko achee lagai gi kyon kai.... we all have at least one chehra like this in our memories

theak kaha ap naigust7777 :)

So touchy... and Painful...

baqi to sub theek hay par larki ki naak kuch theek nahi, ghalban nazla, zukaam ki wajah say.

subb say ziadah fik’r angaiz sher:

Likhaa huaa thaa jo aaNsoouN say
kay jiss ka unwaan “Hamm safar” thaa

maazi maiN jo hamm safar milla woh maazi kaa hee hissa bann gayaa:(

hamm safar tau mustaqbil kay liye saath rehtaa hay… iss saari naz’m kaa nuqta-e-urooj meray khiyaal maiN yeh sher hay… iss sher nay hee iss naz’m maiN aik dard kee kaifiat pedaa kee hay…

“hamm safar” kahaaN gayaa? shayad subb kay maazi maiN koie naa koie hamm safar sirf maazi kee yaadouN hee maiN reh jaatay haiN… laikin hammaiN hamesha apnay “aaj” kay hamm safarouN ko maazi kaa hissa bannay say roknay kee koshish karni chaiyeh…

ALLAH kissi ko kabhi maazi kaa hamm safar naa bannaey… zindagi bhar kaa saath ataa karay .. aameen!:flower1:

Khanzada its very touchy aur bahut hi dard bhari per
bahut hi excellent choice hai ...

:k:

Aap sab bauhat naik hain. Shurkiya :~)

Khanu, mazi kay kin dhundhlakoon main kho gai hain :-D

Gadha Bhai, aap nay to bilkul matric ka urdu ka paper yaad dila diya...

is bat ka keya proof hai ap k pass :hehe:

my all time fav:k:
thanks for sharing:)