Chali hay naii hawa
Adam or kuch bibi hawa
Ek pal ko bhi chain nahi
Kia aaii bahar hay??
Aaj jana hay
Jain to kaise jain?
Bus se ya paidal jain?
kash’makash ne ma’t mari hay
Bij’lee ki bandish bhi jari hay
Paross se Bangalan ki awaz
Nahate howe gaa rahi hay
Paani main jalta hay mera Gora badan
Jhoot bolnay ka bhi ho koi aik din
Masomiyat ka takaza hay keh aap ki khwahish ka ishtram kia jay, par dushwari yeh hay keh bohut saray aap ki khwahish ke takmeel me masroof hein. aap dushwari door kar dejiey ga. Hum sochain ge fursat mein.