Mohabat thak gaii hay
Yaad gomm ho gaii hay
Lab ter taratay hain
Lafz gum shum say
Khamoshi aik ada ban gaii hay
hummm maza nahi aya
Mohabat thak gaii hay
Yaad gomm ho gaii hay
Lab ter taratay hain
Lafz gum shum say
Khamoshi aik ada ban gaii hay
hummm maza nahi aya
Re: hummm
Wah …:k: Bahut khoob…
Kehna par raha hai ke …**Maza nahee aaya ** …![]()
boriyat itni hay ke lekhnay ka bhi maza nahi raha :(
hummmmmm...
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
hummmmmm...
[/QUOTE]
hummmmmm...
hummmmmm...
hummmmmm...
:D
hmmmmmmm maza aa giya
good very good ![]()
hummm... :-D
hummm maza nahi aya
Adab Arz
Re: hummm
Mohabbat thak gai hai
sitaray ab bhi roshan haiN
Mohabbat thak gayi hai
parinday ab bhi gaatay haiN
Mohabbat thak gayi hai
mehak ab bhi hai phooloN maiN
Mohabbat thak gayi hai
ye saansaiN ab bhi chalti haiN
Na unke zulm ruktay haiN
Na aansoo meray thamtay haiN.
(Black Mamba)
Azad bhai
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
hummm maza nahi aya
[/QUOTE]
Its becoming popular day-by-day ...:D
Re: Re: hummm
hummmmmm
hmmm
Nawazish
azad sahab kay sath aisa he hona chahye:disgust:
hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
![]()
haiiiiiiii Yeh adda kahain maar na dalay hum ko
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
haiiiiiiii Yeh adda kahain maar na dalay hum ko
[/QUOTE]
Vo kia hai ke kaafi dino sai mai poetry section main nahen ayi.Aur jub ayi hun ,to ek daam app ka humm yaad agaya.:p
:D