humhai bay chean kur kay khud kahaan sakoon payein gay

band darwazoo main hum chupay bethay thay
yeh dastak thi un ki,jisay hum taqdeer samjh bethay the
hath agay baraha kur, mu moora hai unhoo nay
kiya qasoor howa jo issi haal main choora hai unhoo nay
un say milnay ki zidd jo bar bar ki hum nay
ussi ko ruswa kur kay choora hai unhoo nay
bat kurtay muj say tu samjhatay aik afsaana
wo sakoon banay thay mera, kiyoon pir say besakoon kur dala hai
shoor hota aas pass tu kahein aur basayra kurtay
yeh dil ki chekhein hain, kash wo in ko khamosh kartay
humhai bay chean kur kay khud kahaan sakoon payein gay
jab bhi mur kay dhekhein gay humhai wahaan hi paeein gay

yeh bhi meri favorite one :eek:

kahin tum yeh merey homepage sey tou copy paste nahi kar rahey ho :hoonh: :bailan:

:k:

tumhara kaun sa home page hai:hoonh:
.
.
.
.
thanx NJ