Humein

aur jeenay ke chahat na hote
agar yeh hukumat na hoti
yeh hukumat na hoti:shikra:

:teary1: humein kisi ne yaad bhi nahi farmaya:naraz:…:mad: na-shukri aur ehsaan-faramosh Qoum:o

Re: Humein

Badshah salamat,

Mein aik dafa aapko yaad karney hi laga tha k mujhe achaakk billi (our future queen) ki yaad aa gayi aur mein aapko yaad nahi kar saka :bummer:

Re: Humein

to un ko yaad farmatay farmatay aap andhay na hue?:shikra:

Biliyan to khayaloon main bhi panjay maar diya kartein hain

Re: Humein

Ye baat bhi hai :hmmm:

Re: Humein

badsha salamat , aap raj paat chor k , bin bass lay lain aur wahan Allah Allah karain aur apni akhrat sudharain.

Re: Humein

so aalijah aap sirf is hakumat ke liye jeeay hain??:hmmm:

fite moun :hoonh:

Re: Humein

khamosh flooder hum apnee shaan mein ghustakhi nahin honay dein ge :mad:

Re: Humein

apki shaan???:aq:

chachu shakal dekh kar baat kia karte hain :rolleyes:

Re: Humein

Billi ultah latka donga phanke se :mad:

Re: Humein

chal bey!! shakal dekhi hai aya ulta latkane :hoonh: :snooty:

jao ja ke aisha doodh wali ke saath poondi maaro :hehe: