keh hum loug apni ehlakiyaat khote ja rahe hain:hmmm:
hum wo to nahi the jo hum ban chukay hain:hmmm:
jee hum ek mufakir bhi hain aur aap ko aap ki ghalitiyoon ka ehsaas dilana hamara farz hai:shikra:
Agar kabhi kisi ko hamari koi baat buri lage ho to maaf kar dijie ga
kyunke agar na kiya to hum maaf nahi karein ge:shikra:
TLK
June 16, 2008, 11:45pm
2
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Huzzor ko kiyaa baat buri lug ga'ee. Khul ke farmaa'eeyai
Dukhi
June 16, 2008, 11:48pm
3
Challo muaf kiyaa, tum bhi kiya yaad keroo gai k kiss Hatim tai sai pala perha hain, bus iss kissem ki behuda herkat aainda met kerna
keh hum loug apni ehlakiyaat khote ja rahe hain:hmmm:
hum wo to nahi the jo hum ban chukay hain:hmmm:
jee hum ek mufakir bhi hain aur aap ko aap ki ghalitiyoon ka ehsaas dilana hamara farz hai:shikra:
Agar kabhi kisi ko hamari koi baat buri lage ho to maaf kar dijie ga
kyunke agar na kiya to hum maaf nahi karein ge:shikra:
doosron ki baat chorain… mujhe bhi lagta hai aap apnay ikhlaaq khoty ja rahy hain…
waisy sochnay ki baat to ye hai kay kaya aap kay paas ikhlaaq naam ki koi cheez pehlay moujood thi jo ab kho rahy hain
kaun
June 17, 2008, 12:00am
5
Aalam Panah kee tauheen
p.s lagay raho CHACHA jee
Shikra
June 17, 2008, 12:21am
6
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Badshah salamt,
Off topic jaaney k liye muaafi chahta hoon lekin ye gaana dekh kar aapki yaad aa gayi
Purana gaana hai, agar poora nahi sun-na tou 4:15 par chala lein
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Shikra
June 17, 2008, 12:46am
8
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Kyon, raqs pasand aaya na?
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Ahoooooooooooooooo
Re: humein kyun aisa lag raha hai
shikra hume yeh behooda ganay nahi pasand hume taran or mujra dekhna he …
NACHOOOOOOO!!!
badshah huzoor… apki qaom ko koday lagne ki zeroorat he…
wazeeron kaday(hunters) garm kie jaein… garm kodhay se phenti luge gi sab ki…
THAKHLYYAAAA!!!
Shikra
June 17, 2008, 12:56am
11
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Malka ye dekh liye aap ney apney badsha k kartoot?
Dukhi
June 17, 2008, 12:59am
12
shikra hume yeh behooda ganay nahi pasand hume taran or mujra dekhna he …
NACHOOOOOOO!!!
badshah huzoor… apki qaom ko koday lagne ki zeroorat he…
wazeeron kaday(hunters) garm kie jaein… garm kodhay se phenti luge gi sab ki…
THAGLYYAAAA!!!
Ohhhhhh Daku hasina err Malka akhir iss qaom ka kiya qasoor haiN
Kiss nai thagliyaa aur kiyoo thagliya
Re: humein kyun aisa lag raha hai
HUMNE thakhlya fermaya tha…tummmmm use taglya buna dia… tum humari saltanat ke baray thug lagte ho… ab hum tumhe thude marnge …
SHIKRA..
Humare Dil e Aziz Ko KUCH Na Kahein…Woh Humari Rooh Afza he…Humare Garmi Ke Gola Ganda Hein…
THAKHLIIYYAAA!!!
Shikra
June 17, 2008, 1:02am
14
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Malika ko kisney thagg liya?
Paindoooo, asal lafz hai TAKHLIYA
Re: humein kyun aisa lag raha hai
hume flooder e azam… humare ankhon ne noor ne thug liya
THAKHLIYAAAA!!!
Dukhi
June 17, 2008, 1:08am
16
Ok malika e dukhi, aak ki khidmaat mai Mujra aarz haiN
Mai nai tujhai Thag liya, Tu bhi mujhai Thag Thag Thag
Pasand aaya ja aur kuch aarz keroooooo
Re: humein kyun aisa lag raha hai
Malka E GS mlka e dhuki naih…
aur yeh kia mujrahe naach kahan he hume naach dekhna he hum shokeen mizaj malka he akhir…
Dukhi
June 17, 2008, 1:17am
18
Malka-e-chaliya, abhi mujra aa nahi rahi pata nahi kiya problem haiN
lekin her rooz subha subha zaroor aata haiN jaisai hi aaye ga maiN lai ker
aap ki khidmaat mai hazeer hoo jaoo ga, agar jaan ki amaan paoo to mujra ka liya zoor err koshish kerooooooo
Re: humein kyun aisa lag raha hai
apun bola to meree laila vo bolti hai…
Re: humein kyun aisa lag raha hai
apko mujra ata he subah me yeh julab :aq: