humari yaad sataye to phir chale aana

Hamari yaad sataye to phir chale aana
Kahin qaraar na aaye to phir chale aana

Tera pagal rahe ga hamari nazron mein
Nazar se koi giraye to phir chale aana

Hamare haal pe duniya ko hansaney wale
Tumhein zamana rulaye to phri chale aana

Khuda kare baharon mein teri ye zindagi guzrey
Khizan ka khauf sataye to phir chale aana

Har shaks hai duniya mein pyar ke qabil
Kisi pe pyar na aaye to phir chale aana.

Re: humari yaad sataye to phir chale aana

:k:

Re: humari yaad sataye to phir chale aana

bohat khoooooob

Re: humari yaad sataye to phir chale aana

Har shaks hai duniya mein pyar ke qabil
Kisi pe pyar na aaye to phir chale aana.

:k:

Re: humari yaad sataye to phir chale aana

Nice One Dania..:k: