Re: humari swagat kejiyah
**
Un jaisi bari hasti ko kaun nahin jaanta hai jee ![]()
Bht achay tareeqay se jaanti hoon ![]()
**
Re: humari swagat kejiyah
**
Un jaisi bari hasti ko kaun nahin jaanta hai jee ![]()
Bht achay tareeqay se jaanti hoon ![]()
**
Re: humari swagat kejiyah
hain? ![]()
sannan jee aap humara jasoos dhoond dain, hum unkay bagair apna kaam poora nahi karsaktay ![]()
Re: humari swagat kejiyah
ap jasoos haina to ek hint de dya baki apka kaam hai ![]()
Re: humari swagat kejiyah
Naheen un ko samundar mein phaink aaya ga
hum nay unn ka kia karna hay ![]()
tou phir to aap har namaz kay baad unn ko sawab bakhshti hon gi ![]()
filhaal aap hum say kaam chala lain g ![]()
Re: humari swagat kejiyah
**
Ab is ka kiya jawaab doon main ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Unkay liye dua to karti hoon lekin kuch bakhshti nahin ![]()
**
Re: humari swagat kejiyah
humari jasoos kompay main aap shamil hojayain tou hum aap ko moti choor kay ladoo ghar bhijwaya karaingay roz, humari phuppa kay chachha kay nana kay abba kay betay kay bahu ki mami kay betay ki mithai ki dukaan hai :D
Re: humari swagat kejiyah
Sadqa waghaira bakhsh dia karo ![]()
aap seedhi tarah maira naam lay laiti ![]()
Re: humari swagat kejiyah
aap sey rishta bara purana maloom hota hai humain ![]()
Re: humari swagat kejiyah
^hmmmmmmmmmmmmmmmmm ![]()
Re: humari swagat kejiyah
… jasoos
Re: humari swagat kejiyah
^Poora naam lo Apna JASOOSNI ![]()
Re: humari swagat kejiyah
.. m nott jasoosni
Re: humari swagat kejiyah
hum aap ka welcome accept nahi kar saktay, aap nay aatay hi humara naam ghalat lia, hum aap ko jasoos nazar aatay hain? kya jasoos kay laal haseen baal hotay hain kabhi?
aap ka yeh hmmmmm, humain chai peenay par majboor kar raha hai ![]()
Re: humari swagat kejiyah
^
cheen k bhaag jao :D
Re: humari swagat kejiyah
ye aunty to her kaam puri jamaat k saath he kerti houn gi ![]()
Re: humari swagat kejiyah
^
ek cup mein kitne logon ko chai pilayegi yeh aunty ![]()
Re: humari swagat kejiyah
![]()
Re: humari swagat kejiyah
Welcome we always have room for more Jasoos and Jasoosnee’s ![]()
Re: humari swagat kejiyah
waisay “wo” wali auntiyaan bhi bht humaen aur humko tum ko kerti haen ![]()
Re: humari swagat kejiyah
haan tum yahan jasoosi kurnei ayye ho …