Re: humari swagat kejiyah
lagta Hay Aap Ko Key Board nazar Nahi Aa Raha … Hota Hay Es Umer Main … Chashma Laga Lain Janab ![]()
Re: humari swagat kejiyah
lagta Hay Aap Ko Key Board nazar Nahi Aa Raha … Hota Hay Es Umer Main … Chashma Laga Lain Janab ![]()
Re: humari swagat kejiyah
welcome :k:
Re: humari swagat kejiyah
![]()
Re: humari swagat kejiyah
chand meri zameen phool mera watan shukriya
aap kuch achi maloom hotee hain yahan par ![]()
aap british tou nahi? :aq:
Re: humari swagat kejiyah
![]()
aap ko aik assignment daini thi hum logoon nay ![]()
Re: humari swagat kejiyah
wcb sannan
Re: humari swagat kejiyah
ALLAH na Karay Main Pure PAKISTANI ![]()
Re: humari swagat kejiyah
jaldi sey day dejiyah, humain abhi tak iss tarha kisi nay lift nahi karaya ![]()
phir flavor ki spelling** flavor **hi hotee hai ![]()
Re: humari swagat kejiyah
LIFT Nhai Aap Ko tou LIFTer ki Zarorat Hay Mohtarmaa ![]()
Ji Nahi … Flavour ![]()
Re: humari swagat kejiyah
hum nay tarsi hoi qoum aur Haji qasim ka pata karwana tha kah yah koun hain ![]()
Re: humari swagat kejiyah
flavor hota hai ![]()
aap humain lift nahi karsaktay, aap main energy ki kami hojai gee, glucose ki bottle charhani paray gee ![]()
humain 2 din dejiyah, hum pata laga kar bata daingay aapko ![]()
Re: humari swagat kejiyah
Tarsi hoi koom pe zyada jasoosi krna ![]()
We want urgent reports
Re: humari swagat kejiyah
**
Haji Qasim ![]()
![]()
![]()
Pata karna zaroori hai kiya ![]()
**
Re: humari swagat kejiyah
Poetry section mein hota hai Haji Qasim
![]()
Re: humari swagat kejiyah
lagta hai sidra bibi aur bhaijaan ko bara pata hai haji qasim aur tarsi hoi qoum ka
humain aap ki madad ki zaroorat hogee ![]()
Re: humari swagat kejiyah
achaaaaaw
hum usko pakar laingay foran sey, koi aur nishani bataiyah bhaijaan
Re: humari swagat kejiyah
**
Woh bhi hai ![]()
![]()
![]()
**
Re: humari swagat kejiyah
nhe filhal yehi hai ek baki ap kis kaam ki ![]()
Re: humari swagat kejiyah
life threat bhi mil sakta hay aap ko ![]()
udhaar to baqi naheen hay unn key taraf ![]()
buhat zaroori hay ta kah awam-un-nas ko khabar kar sakain ![]()
waisayn Haji Qasim ko tou aap janti he hoon gi ![]()
Re: humari swagat kejiyah
![]()
Kuch nhe baaki