humara

Yeh soch kar usko maine roka hi nahi,
Dur jaata hi kyun agar woh hamara hota.

Re: humara

Saari duniya mai fakat tujh se muhabbat ki hai
Too kisi aur ki ho jaaye ye mumkin hi nahi.