khuda ka shukar hai warna kaise guzarti shaam
khuda ka shukar hai warna kaise guzarti shaam
khuda ka shukar hai warna kaise guzarti shaam
sharab jis ne banayi ussay humara salam
jeetay ji hi karati hai sair janat ki
yeh jeetay ji hi karati hai sair janat ki
yeh jeetay ji hi karati hai sair janat ki
issi liye hi tou shahid huhi sharab haram
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
jab chalaktay hain jaam le kar dil bar ka naam
tou rangeen hoti hai aur shaam
jab jawani pe ho mehakshi ka ye dour
tou maza ashiqi ka ata hai aur
aur iss daur mai sab bhula kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
aur iss daur mai sab bhula kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
jab piyo k kabhi jaise kehtay hain hum
tou mit jaye ge sub dard aur gham
jab bhaik jaye ge hud se zaida qadam
tou sanbhalay ga tum ko tumhara sanam
darr hai kis baat ka sar utha kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
darr hai kis baat ka sar utha kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
y u wanna diet coke? just have a regular 1, n we r drinkin sharab:blush:
.
.
.
. jasoos: woh pichli mehfil thi ab nayi mehfil hai, naya mahol, naya rang, naya zauk