***Mere dil mere musafir
Huwa phir say hukem sadir
Keh watan badar hon hum tum
Dain gali gali sadaain
Kerain rukh nagar nagar ka
Keh suragh koi paayin
Kisi yaar e nama ber ka
Her ik ajnabi say poochain
jo pata tha apnay ghar ka
Ser- e- koo- e nashenayan
Humain din say raat kerna
Kabhi is say baat kerna
Kabhi us say baat kerna
Tumhain kia kehoon k kia hai
Shab e ghum buree bala hai
Humain yeh bhi tha ghaneemat
Jo koi shumar hota
Humain kia bura tha merna
Agar aik baar hota!!!
Re: Humain kia bura tha merna***Agar aik baar hota!!!
Mere dil mere musafirHuwa phir say hukem sadirKeh watan badar hon hum tumDain gali gali sadaainKerain rukh nagar nagar kaKeh suragh koi paayinKisi yaar e nama ber kaHer ik ajnabi say poochainjo pata tha apnay ghar kaSer- e- koo- e nashenayanHumain din say raat kernaKabhi is say baat kernaKabhi us say baat kernaTumhain kia kehoon k kia haiShab e ghum buree bala haiHumain yeh bhi tha ghaneematJo koi shumar hota**Humain kia bura tha merna **
Agar aik baar hota!!!