khamoshi say bikharna aagaya hai,
hamien ab khud Ujurna aagaya hai,
kisi ko baywafa kehtay nahi hum,
hamien bhi ub badalna aagaya hai,
kisi ki yaad main rootay nahi hain.
hamien chupchaap julna aa gaya hai,
gulaboon ko tum apnay pass rakho.
hamien kaan’toon pe chalna aa gaya hai!
Very nice, bohat acha sker hai.kasam se wah wah!!
sida dil par laga
[QUOTE]
*Originally posted by Sharabi420: *
Very nice, bohat acha sker hai.kasam se wah wah!!
sida dil par laga
[/QUOTE]
shukreya! =) i'm glad you liked it! =)
zabardust:k: