hum

bohat thak chukay hain..hamaray aram ka intezaam kiya jae
aur hum thakan main aag bagola ho jatay hain:mad:.
ho sakta hai aaj hum kisi ko khaamkha saza de dein:shikra:
hamara huqqa humein pesh kiya jae:snooty:…
Anarkali ko hazir hone ke hidayat dee jae:shikra:

Yeh sab kanezein kahan gayab hai:frusty2:

Yeh Lo … :muzna:

ab aaram aaya :sunyboy:

Re: hum

:aq: hum ne Anarkali ko apni khidmat main talab kiya tha

kya ap anarkali hain:o?

woh aap ke qatal ke tayyari kar rahi hai :sunnyboy:

Hoon teri khair nahi :dixsi:

:hmmm: to aap ko kya laga hum ne Anarkali ko kyun yaad kiya:shikra:

hum bhi unka anaroon ka ras nikal dein ge:snooty:

Re: hum

jana hai mujko piya ke angna:blush:

i Anarkali aap hazir ho gain:shikra:

humein aaap ka bechaini say intezaar tha

Re: hum

:barbie:

Re: hum

^ kyon bechain kyon the meine to phone kar ke bataya tha ke mein kaafi dair se aungi :aq:

:aq:ye zubaan agar is wajah say bahir nikal rahe hai keh aap ko aap ka manga hua haar nahi mila o hum aap ko jaldi dilwa dein ge jald azjald:snooty:

:hmmm: hamaay pas to fone nahi hai mohtarma.

hum ab bhi khatoot ke zareye say rabta kartay hain:shikra:

hamara gullu(kabootar) bohat teiz urta hain waisay

us say pehlay woh tumhara Qeema Bana De Ge :sunnyboy:

Re: hum

hmm
kya chal raha he yahan

nai yeh to waqai mein Qaide azam ke zamane ka hai :hehe:

:snooty:

:snooty: hum Badshah hai aap ke tarha bakray nahi ke koi kasai bhi hum pe churi chala le ga

Anarkali apna raks pesh karnay wali hain:shikra:

:hmmm: woh saheb koun hain?

hum mughal khaandaan say taaluk rakhtay hain:shikra:

Re: hum

^:omg: nai phir hum kabhi nai mil sakte

chal oyeeeee Do Numberi Badshah :sunnyboy:

P.S. Soota lagao ge :wink:

:shikra:kyun is main kya burai hai

hum khush shakal noujawaan hai:snooty:…har kaneez hum pe fida hai:aq:

har kaneez thori fida hai mein to nai fida :stuck_out_tongue:

:snooty: hum sirf apnay shahi huqqay say kash lagatay hain