well hum ne ek pic k baad koi new pic nahin post ki thi bohat se friends new pic ka keh rahay they to socha aaj post ker he de ja a to janab yeh hain ek baar phir se hum
[thumb=H]b20832_2804888.JPG[/thumb]
** :Pretty: Looken good eh! lol**
(sorry Pic change kerna pari ager kisi ko dekhi hai to kabhi bhi wapis lag sakti hai to teyar rahiye ga lol)
hehehe! hope aap daray nahin houn ge
aap itney khobsurat hain kai hum kiya batayei lafzz sath chorr rahey hain. Lekin mashallah aap baree pyarei hain allah aap ko iss sai bhi pyara karein, orr aap ko lambi ummerr or sehat dai ameen
hmmmmmmm kash in jheel say ankho mai hum qaad ho jaie or appni saari zindage bus is he masoom say cheray ko dekh kar appni saari zindage goozar day , kash woh waqat rok jaie jab tum samnay ho or mai ankho tum ko dekh kay DUA karay kay zindage mai or kuch nahi dekho serf tumharay dil-fareeb or dil-kash cheray ko dekhnay kay bad … yah chera nahi aik taza ghazal hai jis par shair nay appnay tamam zindage kay khoobsorat falsafay qaad kar deyah ho … yah aik jeta jagta masoom say mojasma hai jis shahkar ko bananay kay leyeah aik insan ke saari zindage khatam ho gaie … aik woh roh jo paani ke tarha shafaf or us khoosbo ke manend jo zindage bhar appni tazgi say dil mai appni tazge bharti rahay … yah chera nahi balkay boohat say khoobsorat rangoo ko choora kay aik shahkar mai bhar deyah ho … yah insan nahi aik pari hai jo duniya mai aakar har insan kay dilo par appnay pyar bharay jazbay say khoosh karti hai … yah woh sitara hai jis ko insan humhehshah dekhta hai jhilmelata howa …kash yah pari mari hoti kash
awwwwwwwwwwwwww Thanx **mahnoor G ** aap ne humain dua de aur rahi baat cute hone ki esmain mera koi kamal nahin yeh to Allah Talla ki zaat ka karam hai warna insan khud kesay ho sakta hai yeh sab kuch bar hal thanx for ur tareef wid love Cute Swee2 :Pretty: