Hum Tumharey hain sanam
Re: Hum Tumharey hain sanam
nice song, kya yaadain wabasta hain is ganay say.
itnay romantic ganay na suna karo : - )
Re: Hum Tumharey hain sanam
Nicker this versio is for you dawg!
Re: Hum Tumharey hain sanam
^ sigh 5abi na kar, mera dil already *crushed ho chukka hai wo bi aik taz taza aik guppan say :-) *
Re: Hum Tumharey hain sanam
Nicker chall fer yeh wala sun ![]()
Re: Hum Tumharey hain sanam
^ sigh *into tears
that is such a lovely tune.
kasmay muje aish aise kehti, maine churana to door ki baat, udhar hi ghaas par lita lena tha.
*
Re: Hum Tumharey hain sanam
Nicker kya yeh tera pehlay peyla pyaar hai?
Re: Hum Tumharey hain sanam
sigh, kya gana hai, kasmay ye sooraj ko khush ho rahe haiN aur meray pyar mai sooraj to door ki baat, chaand tak ka naamo nishaan nahi
Re: Hum Tumharey hain sanam
Nicker chall tujhe Alaska ghumata hoon