Koyal
1
***teer nazarooN k tu palkoon ki kamaa’N rakhay haiN
in ki kia baat hai phoolooN ki zubaa’N rakhay haiN
hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
hum nahi jaantey aa’enay kahaN rakhay haiN
dil kabhi rait ka sahil nahi honay daitey
hum ne mahfooz wo qadmooN k nishaa’N rakhay haiN
jiN pe tahreer hai bachpaN ki mohabat apni
ab meray ghar k wo darwazay kahaN rakhay haiN
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Nice :k:
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
:k:
Koyal
4

5

:AID:

Achi gazal hai Koyal dear
Koyal
7

shukria :)honey :)
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
hmm not bad :k:
muncho
9
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
bohut khoob sharing g
Koyal
10
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN

Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
:aq:
Aryaan
12
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Bohat khoob Koyal…
Koyal
13
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
ye ap ka mu itna bara kab se huwa..k wesay he sooj gaya zabradasti ki tareef se 
Aryaan
14
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Jee sooja huwa hi samajh lijiye… Sardi bohat hai na aaj..
Koyal
15
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
ap k yahaN b sardi hia…wesay btw ap ho kahN 
lakin ye sardi wala sooja nahi hia ye zabrdasti wala sooja hai 
Aryaan
16
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Jee bohat sardi hai.. iss waqt tau ghar mein hoon, aur aap?
Koyal
17
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
wo tu pata hia sarak per typing karnay se rahya ghar kis state maiN hai ye mubal tha poochnay ka 
maiN b ghar per he hooN 
Aryaan
18
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Main Norway se hoon..:)
Koyal
19
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
U remind me one old guppy Norwaygirl
me miss her 
Aryaan
20
Re: hum tu aankhoN maiN sanwartey haiN wohi sanwraiN gaiN
Jee, Larkiyaan hoti hi bohat guppy hain..:)