rung batain karien aur bataon say khushboo aye
dard phooloN kee tarhan mehkain agar tu aye
bheeg jati hain iss umeed pay ankhen her shaam
shaid iss raa t woh mahtaab lab-e- joo aye
Hum teri yaad say katra k guzar jaatay magar
Rah main phoolon k lub, saayoN ka gaisoo aye
AAzmaaish kee gharee say toa guzar aye ZIA
jashen e ghum kari hua ankh main ansoo aye