Main Nay Note kia ka Ramzan Par Shaer naheen aa rahay hain to main iss She’r say Ibtada karta hoon ….
**Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Har Dil Bana Hay Kaa’ba Har Jaan Bani Madeena **
Main Nay Note kia ka Ramzan Par Shaer naheen aa rahay hain to main iss She’r say Ibtada karta hoon ….
**Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Har Dil Bana Hay Kaa’ba Har Jaan Bani Madeena **
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
**
**
Sannan Achi koshish hy Ramzan ky ashaar aik jaga jma krny ki, yeh meri traf sy.Allama Iqbal ky Jwaby Shikwa main Ramzan ky hwaly sy jy shyr nazar ay Haziry khidmat hain I think Ramzan ky hwaly sy Ashaar hony chahhy Mubarik ka hona sharty Lazim nahi Shukriya;
Kis qaddar tum py giran Subeh ki Bydari hy
Ham sy kab piyar hy han neend tumhin piyari hy
Tabbay azzad py qaidy Ramzan bhari hy
Tum hi keh do yehi ainy wafadari hy???
![]()
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Mashallah.....!!!!!
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
wonderful
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Mashallah
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
![]()
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
wah subhan Allah, ap ko bhi ramzan mubarak.
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Buhat Buhat Shukarai Sunny, MG, GN, price, ded9211 & I'm in love ....... leekan kissi key taraf say ramzan par koi sh'er naheen aaya masiwai GN kay ...anyway i'm posting one nice nazam on Ramzan ... hope you'll like it
**
RAMAZAN MUBARAK**
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
Eimaan se aaqide se to rab ko phechaan
qudrat ke es mahine ki bat hai nirali
rakhta nahi woh kabhi kisi ka hath khali
to mangh le jo tere dil ka hai armaan
bkhshish nahi jiski uski bhi hogi
ramzan ki shaan se berkat ayesi hogi
ker ebadat dil se ye hai sher re gufran
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
roze wa ebadat aur tilawat se tu janat ko pale
apni hasti ko ebadat main aaj mita de
berkat ka mhina hai ebadat tu kerle aye ensaan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
aasma ke satho derwaze hai khole
dekhe tujhe fer****e tu kaya mangta hai re
teri ebadat ko milege farishto se burhan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
saihri bhi hogi aftari bhi hogi
her esha ke bad tarawi bhi hogi
ebadat tu kerle mere bhai muslman
berkat ka mahina hai ye sher re ramzan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
saihri bhi hogi aftari bhi hogi
her esha ke bad tarawi bhi hogi
ebadat tu kerle mere bhai muslman
berkat ka mahina hai ye sher re ramzan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
Buhat achi shairi hy ![]()
Tumhin tu pta hy kam ki baton main mera dimagh kam hi chalta hy, Is liy shyr na keh saki khud sy:( Wasy bhi yeh Allh:swt: ki di hoi tofeeq hy jisy dydy.![]()
Agar yeh tumhari Apni shairi hy tu This THRED MUST BE IN SHAR_O_GUPSHUP:)
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
*Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Har Dil Bana Hay Kaa’ba Har Jaan Bani Madeena *
[QUOTE]
[/QUOTE]
MASHALLAH....Bohat Accha!
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Qudsion main hy Musarat ki lehr dori hoi
Shoor hy ojy Falak pr amady Ramzan ka
Qaid Hoty hain shiyateen is mahy Mubarik main
Geet Gaty hain Farishty Azmaty Subhan ka
Ramzan Ky hawaly sy yeh Ashar bhi mujhy buhat achy lagy thy:rose:
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
subhanallah.
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Thanks Maham, Eeman & Dani ...... maza aa jata agar aap log bhi kuch ramzan kay baray main she'r share kartay ......
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
MashAllah Nice Contribution :)
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Thanx:rose:
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Qudsion main hy Musarat ki lehr dori hoi
Shoor hy ojy Falak pr amady Ramzan ka
Qaid Hoty hain shiyateen is mahy Mubarik main
Geet Gaty hain Farishty Azmaty Subhan ka
Buhat accha...GN
Re: Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Buhat accha...GN
Buhat Shukriya ..MK