**
Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
Waqt k taqazay thay jo tallay na gae
Woh badal gaya us se rabtay na rahay,
Meri baton se mgar us k hawale na gae
Ek anjan manzil ki jaanib kia tha jo safar,
Aaj tak paaon se us musafat k chhalay na gae
Mere dard ka maseeha rehta hai jis Nagri mein,
Buss us janib mere qaaflay waley na gae
Hum se pucho kitna lutf hai muhabbat k aansu rone ka,
Us se mgr ye anmol dard palay na gae…**
jiia
2
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
**Hum se pucho kitna lutf hai muhabbat k aansu rone ka,
Us se mgr ye anmol dard palay na gae…
rony shakal **
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
**
Woh badal gaya us se rabtay na rahay,
Meri baton se mgar us k hawale na gae**
wah wah
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
Nice :k:
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
Main Ja Tou chuka
Leekin Abhi Tak Tairi
MahfilooN maiN HooN
jiia
7
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
konsi id thi aapki 
Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
The Handsome 