Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

**Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,
Waqt k taqazay thay jo tallay na gae

Woh badal gaya us se rabtay na rahay,
Meri baton se mgar us k hawale na gae

Ek anjan manzil ki jaanib kia tha jo safar,
Aaj tak paaon se us musafat k chhalay na gae

Mere dard ka maseeha rehta hai jis Nagri mein,
Buss us janib mere qaaflay waley na gae

Hum se pucho kitna lutf hai muhabbat k aansu rone ka,
Us se mgr ye anmol dard palay na gae**

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

Aala

:eek: ansoun mai lutffff

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

:hmmm:

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

kya soch rahay hain ?

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

Kuch ansou lutf andoz hoty hain

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

**Woh badal gaya us se rabtay na rahay,
Meri baton se mgar us k hawale na gae

Ek anjan manzil ki jaanib kia tha jo safar,
Aaj tak paaon se us musafat k chhalay na gae

Mere dard ka maseeha rehta hai jis Nagri mein,
Buss us janib mere qaaflay waley na gae

**:(

Re: Hum se uss ki yadon k chiragh sanbhale na gae,

Aapki hairaani ki wajha.........