hum se badal rahay hain ap

dard men Dhal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

saayaa-e-vasl kab se hai aap kaa muntazir magar
hijr men Dhal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

apane Khilaaf faisalaa Khud hii likhaa hai aap ne
haath bhii mal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hain

vaqt ne aarazuu kii lau der hu_ii bujhaa bhii dii
ab bhii pighal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

zahamat-e-zarbat-e-digar dost ko diijiye nahiin
gir ke sambhal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

daayaraavaar hii to hain ishq ke raaste tamaam
raah badal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

dasht kii saarii raunaqen Khair se ghar men hain to kyuuN
ghar se nikal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hain

apanii talaash kaa safar Khatm bhii kiijiye kabhii
Khvaab men chal rahe hain aap aap bahut ajiib hai

ham se bahal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

Nice:)...

Nice:-)

bohat khoob, :k:

bohut aala:k::k:
thanks:flower1:

very nice :k:
thanks for sharing :slight_smile:

PS
ye apkay icon main ullo hai ya koyal hai :confused:

nice one uluji :k: ap be ajeeb hain na koyal ka avatar lay lea :stuck_out_tongue: :wink:

don’t be :confused:..koyal yahan hain..:stuck_out_tongue:

bhut khoob :k:

:confused: :konfused:

:k:
Thanks for sharing :slight_smile:

ham se bahal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

very good ji:D

bohat khoob :k:

Thanks to all :slight_smile:
by the way koyal ider hai :love:

ap her jaga confuse kion hai:konfused:

bohat khoob

Ullu ji
aadaab

"peer zada qasam" ki iss behtareen ghazal ko hamaray saath share karnay k liyay aap ka shukriyaa.

Gustakhi muaaf

ghazal ka matlaa kuchh yuuN hai:

Gham ( aapnay "ham" tehreer farmaya hai) se bahal rahe hain aap aap bahut ajiib hain
dard men Dhal rahe hain aap aap bahut ajiib hain

Shukriyaa

Mirza Ruswa

ap toh hei hi ajeeb muge to phle he malom tah :hehe:

koyal ab sab k samnay to mat bolin na k main ne ap say avatar le hai ;)

Mirza sab ho sakta hai ap theek farma rahay hon.. sorry muj co theek say yaad nahin :)

*masoom * main ap co ajeeb is lieya lag raha hon k muj co samajna har kisee k bus ke baat nahin :)

:eek: :eek:

wo kab se:rolleyes: :mad:

[QUOTE]
Originally posted by ullujii: *
**koyal
* ab sab k samnay to mat bolin na k main ne ap say avatar le hai ;)

[/QUOTE]

nahi tu koyal kab kah rehi k koyal ne dya hia ap ko ye aavtar :(