Hum se badal gya wo nighahain tou kya hua

…zinda hain kitney log mohabbat kiye bagair

*pehley kareeb tha koe ab dooriyaan bhi hain
insan ke naseeb main majbooriyaan bhi hain

uss ko taras ghyee hain ye bahain tou kya hua
sadma ye jhailna hai shikayat kiye bagair*