zalim ki minnatain ab hum say nahi hongi
aisi munafaqatain ab hum say nahi hongi
do pal ka pyar lay k umrain guzar dain
aisi qana’atain ab hum say nahi hongi
tujhko na paa sakay to, dunya he chor dain
aisi hamaqatain ab hum say nahi hongi
dushman sabhi sheher main tere lye huay
aisi adawatain ab hum say nahi hongi
lo hum jhuk gayay, teri bud gumanyon k agay
iss darja wazahatain ab hum say nahi hongi
tark-e-ta’aluq kardya uss nay yeh bol kar
tum par inayatain ab hum say nahi hongi
Restored attachments:
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
zalim ki minnatain ab hum say nahi hongi
aisi munafaqatain ab hum say nahi hongi
do pal ka pyar lay k umrain guzar dain
aisi qana'atain ab hum say nahi hongi
tujhko na paa sakay to, dunya he chor dain
aisi hamaqatain ab hum say nahi hongi
dushman sabhi sheher main tere lye huay
aisi adawatain ab hum say nahi hongi
lo hum jhuk gayay, teri bud gumanyon k agay
iss darja wazahatain ab hum say nahi hongi
tark-e-ta'aluq kardya uss nay yeh bol kar
tum par inayatain ab hum say nahi hongi
Very Nice......!
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
v nice bhai :)
fara
4
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
Khoobsurat kalam!
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
sub ka shukrya
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
aisi kana-atain ab ham se nhi hongi...khubsurat.
jiia
7
Re: HUM SAY NAHI HONGI…
zabardast DEADSOUL
ES GHAZAL K BA,AD to deadsoul keehna jaez nahi naam badal k REBELSOUL rakh lo:wub:
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
shukrya pasandeedgi ka
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
zalim ki minnatain ab hum say nahi hongi
aisi munafaqatain ab hum say nahi hongi
do pal ka pyar lay k umrain guzar dain
aisi qana'atain ab hum say nahi hongi
tujhko na paa sakay to, dunya he chor dain
aisi hamaqatain ab hum say nahi hongi
dushman sabhi sheher main tere lye huay
aisi adawatain ab hum say nahi hongi
lo hum jhuk gayay, teri bud gumanyon k agay
iss darja wazahatain ab hum say nahi hongi
tark-e-ta'aluq kardya uss nay yeh bol kar
tum par inayatain ab hum say nahi hongi
bohat khoob janab..umeed hai aur bhi paRhne ko milay ga.. aatay raha karaiN :-)
Re: HUM SAY NAHI HONGI....
pasandeedgi ka shikrya
ji inshAllah ab parhnay ko milta rahaiga