hum say dosti karo ge

Re: hum say dosti karo ge

Badshah salamat, merey khayal mein aapko zaib nahi deta k aap apni kamzor side (rona dhona) apni riaya ko dikhaaein, aik Badshah ki shaan k khilaaf hai ye :hmmm: Aur aap ney suna hi hoga *Sher sey na dosti achi aur na hi dushmani…*mera khayal hai tabhi aap sey sab dosti kartey huey dartey hain :hmmm: