Hamara koi dost nahi hai:teary1:
ajj humein aisa laga ke hamaray pas koi aisa dost nahi jis ke kandhay par hum sar rakh kar roo sakein .![]()
Hum hamesha darguzar kartay hain aur sab humein choot pohchatay hain:teary1:
Hamara koi dost nahi hai:teary1:
ajj humein aisa laga ke hamaray pas koi aisa dost nahi jis ke kandhay par hum sar rakh kar roo sakein .![]()
Hum hamesha darguzar kartay hain aur sab humein choot pohchatay hain:teary1:
Re: hum say dosti karo ge
haath milany wala icon :)
Re: hum say dosti karo ge
waisay dosti muhabbat ki pehli serhi hoti hai
Re: hum say dosti karo ge
kehdo keh tum mujhse dosti karo ge dekhon gi sochon gi kal parson kuch kahon gi ![]()
Re: hum say dosti karo ge
hum say koi dosti nahi karna chahta
Re: hum say dosti karo ge
*aap kya city nazim lagay ho jo dosti karaiN? ya aap har budh ko rairy laga kar chonk par chuwaray bechte haiN?
: )*
Re: hum say dosti karo ge
lol
hum badshah hain .kya yeh kam hai?
mujhay mohabbat nahi karni
dosti hi kaafi hai.. aur waisay bhi GS par saaray members ek doosray kay dost hi hain ![]()
Re: hum say dosti karo ge
magar hamara to koi dost nahi.sab humein apna dushman samajhtay hain
badshah salamat, apni riyasat ki gallioN mai nas kar jayaiN aur jharoo maar kar ayaiN, aap ki saltanat-e-riaya nay muje email ki hai kay hamara badshah hamaray ghar kay samnay para koora jamma nahi karta anymore.*
Re: hum say dosti karo ge
Badshah salamat, merey khayal mein aapko zaib nahi deta k aap apni kamzor side (rona dhona) apni riaya ko dikhaaein, aik Badshah ki shaan k khilaaf hai ye
Aur aap ney suna hi hoga *Sher sey na dosti achi aur na hi dushmani…*mera khayal hai tabhi aap sey sab dosti kartey huey dartey hain ![]()
Re: hum say dosti karo ge
ohhh let me take an autogragh from the GSUP Director first.
Re: hum say dosti karo ge
Shikra tum bhi dartay ho flooder uncle se? ![]()
Re: hum say dosti karo ge
^
lolz shikra kya baat ki hai tum haath milao :CareBear:
yeh koun sab gustakh tha:mad:!!
hum abhi os ke haath katva dein ge jis ne aap ko aisa na muhazib khat likha
hum is mulk pe hukmarani kartay hain ..hum safai karva saktay hain ,safai karna hamari shaan nahi
wah aap ki baat hamaray dil ko choo gai
!! elaan karva diya jae keh jo hum say dosti nahi kare ga wo aur kuch nahi kar sakay ga
Re: hum say dosti karo ge
ab tou hum nay aap sey dosti karli hai, ab chahay aap elaan karain ya dhandhora peetain, dosti hogayee bass ![]()
hum zaroor dete magar humein likhna nahi ata:shikra:
Wazeer!!
jo kahein in ko wo likh ke do
itnay barray aadmi ko youn sympathy gain nahi karni chahye
Re: hum say dosti karo ge
Flooder aur agar aap se koi dosti nahin kerna chahay to? ![]()
P.S. AAP pe na life1 main ek thread kholon gi. Pervy uncles ke naam se ![]()
![]()