Re: Hum say bewafai kee intaha
aap ne pyar karny ka training center khola hoa hai kya?
Re: Hum say bewafai kee intaha
the picture is gross. ![]()
Re: Hum say bewafai kee intaha
zalim,bewafa ,bad ikhlaq :bummer:
Re: Hum say bewafai kee intaha
hai hai uncle jee app k taste ko kia ho giya hai .... :(
Re: Hum say bewafai kee intaha
kon? larka ya larki?
Re: Hum say bewafai kee intaha
hai hai uncle jee app k taste ko kia ho giya hai .... :(
uncle asal main aaj ki nasal ke taste ka rona ro rahe hain
Re: Hum say bewafai kee intaha
hai hai uncle jee app k taste ko kia ho giya hai .... :(
Ghalti say pepsi pi lee thee.
Re: Hum say bewafai kee intaha
Ghalti say pepsi pi lee thee.
ye phir barish nahin hui thi uss roz
Re: Hum say bewafai kee intaha
ye phir barish nahin hui thi uss roz
jealous log
ye kia tha? ![]()
Re: Hum say bewafai kee intaha
Uncle apsay aisi bewafayi ki umeed na thi :(
Re: Hum say bewafai kee intaha
hmm..
wo kar raha tha apni wafaoon ka tazkirah
dekha mujhay to baat ka pehlo badal gaya
aur
kis qadar masoom, kitni shokh lekin bewafa
main nay poocha kaun to ghabra k bolay zindagi..
waghera waghera
Re: Hum say bewafai kee intaha
to goya ab Faraaz k baad Mohsin ki shamat aai hay.. jesa chaho aul faul sher bana do.. aakhir main Mohsin, Ghalib, Faraz likh do, aur saat khoon maaf.. ![]()
Waghera waghera me kia hy?
Original shair post karen ![]()
Re: Hum say bewafai kee intaha
Jahan taq mujhe maloom hai, ye Mohsin ka sher nahi. :/
Re: Hum say bewafai kee intaha
aray aap ko nahi maloom? waghera waghera wahan istamaal hota hay jahan kehnay ko mazeed kuch na ho magar tassur is bar aks deenay ki nyyat ho
![]()
Re: Hum say bewafai kee intaha
Original shair post karen :)
original sher koi bhi nahi hay... kisi nay bay tuki tuk bandi ki hay aur badnaam muft main becharay Mohsin ko kar dia hay :(