Re: Hum pyar Main
Woh shakhas barra zalim hai jo marnay ko keh raha hai ![]()
Re: Hum pyar Main
too good...
haw koi kisi kay marnay ki khwaish kyu kary ga ![]()
Re: Hum pyar Main
marne ki khawahish ajab he
Re: Hum pyar Main
Marrain meray dushman … ![]()
Re: Hum pyar Main
ooooooooooooooooops, be careful.
Re: Hum pyar Main
jaan deney kaa kaha mainey to hans kar bole
tum salamat raho her roz ke marney walay
Yahan Sada ‘’ Seen ‘’ se ho ga …jiske meanings hain ‘‘always’’.
Jo Sada ap ne likha hai uska matlab hai ‘‘Awaz’’
Re: Hum pyar Main
uff zalim.....koi mujhe marne ko kahe toh mein kya kerooon gi??
hmmmm soch ker batati hun....:D
Re: Hum pyar Main
arayyyy.....itnaaaaaaa zulm...marna tu khair ek din hai he.....lekin is tarah b ziadti hai