Saaz-0-Aawaaz Khad-0-Khaal Mein Aa Jatey Hain…
Saans Leta Hon To Sur Taal Mein Aa Jatey Hain…
Jang Or Ishq Mein Haarey Huwe Logon Ki Tarah…
Hum Ghanimat K Kisi Maal Mein Aa Jatey Hain…
Zindgi Khawab Hai Or Khawab Ki Qeemat Leney…
Jin Ko Aana Ho Kisi Haal Mein Aa Jatey Hain…
Shaam Dhaltey Hi KisiGosha-e-wiraani Mein…
Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain…
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain…
nice one :k:
thanks KR for sharing it with us 
Amal
3
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain…
What an amazing piece
… Thanx a lot KR for sharing it with us 
fara
4
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain...
Nice one...
pktun
5
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain…
**yr zabardast **:k:
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain...
beautiful ...
fara
7
Re: Hum Parindon Ki Tarah Jaal Mein Aa Jatey Hain...
^ Jal_Pari aap bhee tashreef lati hain idher? lol