**hum Ney Socha na tha kabhi.
K hum bhi kisi ko itna chaha kariengey
Kisi ki Yadoon mein khoye rahengey
Poochney per bhi na batain gey kisi ko dil ka raaz
Bus osi ko apna humraaz samjhein gey
Hum Ney Socha na tha Kabhi.
Koi hum sey bhi Muhabbat ka izhar karegi
Hamari Aadaton ko apni Aadat banai gi
Koi jaan kar mujh sey naraz hua karey gi
or phir merey mananey per muskarya karegi
Hum Ney Socha na tha Kabhi
K Hamari Salgirah ko koi Eid ki tarah manaigi
Neend sey jagah kar humein wish karey gi
Hamarey Pass na honey ka gham lekar
woh apni sakhiyon sey chup chup kar roya karegiā¦
**