Hum ne to bhaut chaha per woh hi hamare na hue
kismat ke sitare toote … yeh aashyiana bhi hamara na hua
raat gehri thi .. mere in dil ke zakhmon ki tarah
ruk ruk kar chal rahi thi dhadkan
mere in kadmo ki tarah .
is shehar ..in galiyoan ko ab tanha kar jana hai
ab ki baar wapas aane ki arzoo na hogi
door in sab baataon se chale jana hai
soacha tha .. aa gayi manzil is baar chalte chalte
per kya pata tha kabhi na mil payegi woh marte marte !!!