agar aap hamari umar ka andaza lagana chahti hain to yeh hum aap ko nahi bata saktay:snooty:
hum jawan lagtay hain aur hain bhi
shukriya:shikra:
yeh to bohat hi zanana kalimaat hain
hum apnay roab say unko rok saktay hain
yah unke paoon zanjeeroon say bhi jakar saktay hai:shikra: