hum ne televezan khareeda hai

:shikra:
ab hum rey-carded mujray say lutf andooz ho saktay hai jabh hamari kaneezein chutti guzarnay mulk say bahir hoon:shikra:

televezan is ke ilawa aur kya fawayed hain?

Re: hum ne televezan khareeda hai

acha, konsi century ke hain aap:hmmm:

Re: hum ne televezan khareeda hai

Mabroook !!!

Re: hum ne televezan khareeda hai

Aap kaneezon ko chutti pe jaaney say mana karein. “Aisa nahin hoo saktaaaaaaaaaaaaaaaaaa” keh kar :halo:

agar aap hamari umar ka andaza lagana chahti hain to yeh hum aap ko nahi bata saktay:snooty:

hum jawan lagtay hain aur hain bhi

shukriya:shikra:

:hmmm: yeh to bohat hi zanana kalimaat hain
hum apnay roab say unko rok saktay hain
yah unke paoon zanjeeroon say bhi jakar saktay hai:shikra:

Sub say bara faida yay hai kay aap wo hamain Valentine day pay tohfay kay tor par bhijwa saktay hain. Us say aap ko aik achcha poster mil jaay ga.